Islamic Quotes in Urdu
Discover the beauty and wisdom of Islamic quotes in Urdu, offering inspiration and guidance to all.
![]() |
App duiya ki tamam aurton ko burka pehna dein phr bhi hisab ap sy apni nazron ka hi hoga |
![]() |
Allah asliyat dekha deta hai har rishtay ki har taluk ki har mohabat ki har insan ki sab dekha k admi sy pochta hai ab bata Tera nere siwa aur kon hai. |
![]() |
Allah Farmata hai:jab koi tum tum par zulum karaye tu mere intaqam par razi hojao kyn k mera intakam tumaray intakam sy behtar hai. |
![]() |
Kuch nekiyan aesi bhi honi chaye jin ka Allah k siwa koi gawah na ho |
![]() |
Kabhi bhi kisi ko nechi nazar sy mat dekho kyn k tumhari jo hasiyat hai yeh tumhari qabliyat nhi balkay Allah ka tum py karam hai. |
![]() |
Kisi ko zaleel karny sy pehlye khud zaleel honay k liye tayar rahein kyn k Allah ka tarazu sirf insaf tolta hai. |
![]() |
Jo azmaish lag rahi hai woh Allah ki hifazat bhi hosakti hai |
![]() |
Jahan bhi girnay ka guman howa wahan Allah nay tham liya mujhey. |
![]() |
Log kehtay hein pesa rakho buraye waqt mein kam ayega mein kehta hun Allah par yakeen rakho bura waqt hi nhi ayega. |
![]() |
Bas ek Allah razi rahye Duniya ka mayar tu badlta rehta hai. |
![]() |
Allah tala har uss shaks ko rahat daye jo yeh mehsos karta hai k woh apni halat zar kisi sy kehnay sy kasir hai. |
![]() |
Allah k har faislaye par mutmaen rahein kyn k Allah woh nhi deta jo app ko acha lagta hai balkay Allah woh deta hai jo ap k liye acha hota hai. |
![]() |
Aur kiya pata Allah ko tumhara sabar itna pasand ajaye k woh tumhari har mangi howi dua par Kun farma daye. |
![]() |
Aye mere Allah mere dil sy har uss chez ki mohabbat nikal daye jisay tu pasand nhi karta. |
![]() |
Aye izat denay walaye rab humhein un logon k shar sy bacha jo humari achaiyan tu chupa lein lekin humari burayan pehla dein. |
![]() |
Aye apnay bandon sy jald razi hojany walaye iss bandye ko baksh daye jis k pas dua k siwa kuch bhi nhi. |
![]() |
Dil tahajud mein tha fajir hasti howi zuhr yaron mein asarein qaza hogaen phr na maghrib ruki istarah zindgi ki asha hogae. |
![]() |
Sab sy khubsurat ahsas yeh hai k woh dua haqeeqat ban jaye jo ap aur Allah k darmiyan raaz hoti. |
![]() |
Duaon ka rang nhi hota magr jab rang lati hai tu zindgi mein rang bhar deti hai. |
Best islamic quotes images
Here are some of the most beautiful Islamic Quotes in Urdu, capturing the essence of faith, wisdom, and inspiration.
![]() |
Agar sajdah na hota tu hum un tamam dukhon mein ghir kar majatay jinhein hum Allah k siwa kisi sy nhi keh saktay. |
![]() |
RasoL Allah (saw) nay farmaya : har chez taqdeer sy hai yahan tak k aajiz hona aur hoshiyar hona bhi taqdeer mein hai. |
![]() |
Hazrat ali nay farmaya : k agr kisi k ghar jao tu andhye ban k raho aur jab bahar niklu tu gongay ban kar niklu. |
![]() |
Bura chahnay walye ko batao izatein Allah ki zaat deti hai. |
![]() |
Rasol Allah (SAW) nay farmaya : jab Allah kisi bandye ko pasand karta hai tu uss par khob azmaish dalta hai. |
![]() |
Jab Allah sy mohabat hojati hai tu sari shekayatein khatam hojati hein. |
![]() |
Ap (saw) nay farmaya : jab banda kehta hai ya rab -ya rab -ya rab, Tu Allah farmataye hein "labaik abdi" mang tujhey Ata kiya jaye. |
![]() |
Jo bura kahaye chup hojao jo sataye sabar karo Allah ki kasam aesi taqat bano gaye pahar bhi rasta dein gaye. |
![]() |
Kisi ka sakon chen lenay ka kafara ibadat karkay ada nhi kiya jasakta. |
![]() |
Kuch tu Allah ki bhi raza hogi warna duaen bewajah tu dil ka hisa nhi banti. |
![]() |
Logon k dil Janat tu nhi jahan basnay k liye ap khud ko thaka rahye hein. |
![]() |
Jis k ek hukum py badal jatye hein sabhi mosam uss nay chaha tu yeh naseeb bhi badal jaen gaye. |
![]() |
Namaz Allah sy rabta karnay ka zarya hai aur Allah Karaye humara yeh rabta bhi kabhi khatam na ho. |
![]() |
Rab nay inkar nhi kiya tumhari kisi bhi chah sy usnay tu bas behtar waqt k liye ajar sambhal rakha hai. |
![]() |
Rab sy ishq mein ek makam woh bhi ata hai dua tu bohat dor ki baat hai insan sirf sochta hai aur rab nawaz deta hai. |
![]() |
Rab tumhari maan pasand chez ko tum sy dor karkay tumhein dua karna sekhata hai. |
![]() |
Razi raha karo har pal khuda ki raza mein tum sy bhi bohat majbor insan hein iss jahan mein |
![]() |
Ap sajdaye mein roen aur dua rad ho jaye aesa ho hi nhi sakta. |
![]() |
Shikwa ada kijiye iss baat par k aap ko jo hasil hai woh kisi ki arzo bhi hosaktii hai. |
![]() |
Thikana Qabar hai tera ibadat kuch kar ghafil khawat hai k khali hath ghar jaya nhi kartay.. |
![]() | ||
Yeh kabhi nhi sochna k Allah mujhey hi kyn azmata hai balkay yeh sochna k Allah unhi ko azmata hai jin sy woh mohabbat karta hai. |
Islamic Status Quotes in Urdu
![]() |
Tum sajdon ko nhi chuntaye tumhein sajdon k liye chun liya jata hai. |
![]() |
Waqt sabit kar hi deta hai k Khuda k faislay kabhi ghalat nhi hotaye |
![]() |
Aur woh Ata karnay par ajaye tu mangnay ka tareka bhi sekha deta hai. |
![]() |
Ya Allah un dilon ko sakon daye jinhein tere siwa sun nay wala koi nhi |
![]() | |
Aur tahjud padhnay sy tu Allah bhi mil jata hai tu yeh Allah k bandye kiya chez hein. |
![]() |
Tahjud ka waqt rothaye rab ko mananye ka waqt hai. |
EmoticonEmoticon