Poetry on Friendship in urdu
Baat howi tu poch liya kesay ho Tum bhi shehr k baki logon jesay ho |
Chehray ajnabi hojaen tu insan ko itna fark nhi padhta lekin agr lehjay ajnabi hojaien tab taklef detay hein |
Kuch dost dost nhi dil ka sakon hotay hein |
Aur kiya maqam chahtye ho tum maqam apna aye dost keh tu diya hai zindgi ho tum |
Hawas aur haywaniyat sy hat kar dekho larki sy acha dost mil gaya tu kehna |
Kuch yadein kuch batein kabhi pichli mulaqatein bohat kuch yad ata hai teray ek yad anay sy |
Un logon ko khonay sy daro jinkay nazdek dosti k rishtay khon k rishton sy zyda aziz hun |
BOhat mehdod sa ek halka ahbab tha mera faqt mastiyan shtaniya nadaniya aur mein, ab bhi halka ahbab mehdod hai mera faqt khamoshiyan tanhayan udasiyan aur mein |
Mil tu jatay hein naye log magr har shaks purany sa kahan hota hai |
Rabtay bhalye na hon chahtein tu rehti hein dard k tosat sy nisbatein tu rehti hein ,chor janay walon ko rok tu nhi saktay mudaton magr inki adatein tu rehti hein.. |
Har shaks tu hota nhi baat k qabil har shaks ko har baat bataya nhi kartay, yeh takht khuda hai isay tum pak rakhna har shaks ko iss dil mein basaya nhi kartay |
Taluk roh ka ho tu dil nhi bhara kartay |
Tuta nhi kabhi meray dil sy teri dosti ka rishta guftgo ho ya na ho teri yaad zror ati hai |
EmoticonEmoticon