Poetry in urdu for whatsapp
 |
Nakab dal lu koi kamal chehray par k jhoth bolay jo woh aena nhi milta |
 |
Hum nay chehray par muskrahat rakh kar aenay ko aksar gumrah rakha |
|
 |
Iss dor mein insan ka chehra nhi milta kab say mein nakab ki teh khol raha hun |
|
|
 |
Lafzon k zakham jehlnay k baad bholnay ka fan ya tu pagal ko ata hai ya kamil ko
|
 |
Kesay samjhaon k mein unko k mohabat kiya hai jo samjhtay nhi mafhom ibadat kiya hai
|
 |
Jab talak shesha raha mein bar bar todha gaya ban gaya pathar tu sab nay devta mana mujhey
|
 |
Kesa mosam hai yeh beyakeni ka faslaye inn dino shafa theray
|
 |
Aaj kal zrorat tay karti hai lehja kitni daer metha rakhna hai
|
 |
usko shezada mila bhi ya kahein khud kho gae dastan ko phr woh shehzadi kahan gum hogae
|
Woh jiskay dam sy ronaq hai meri tehreron mein woh ek shaks nhi meri hath ki lakeron mein
 |
Zapt karta hun tu har zakham laho deta hai shikwa karta hun tu andesha ruswae hai |
 |
Yehi zindgi musibat yehi zindgi musarat yehi zindgi haqeeqat yehi zindgi fasana
|
EmoticonEmoticon