Fitrat urdu poetry
Un parindon ko quaid karna meri fitrat mein nhi jo meray dil k pinjaraye mein reh kar bhi dosron k sath udhan ka shok rakhtye hein..
Mard ki fitrat hai usay mukmal mil janye wali chez sy uktahat si honay lagti.
Fitrat sy hun majbor mein dhokha nhi deta har bar magr khalos mehnga padha mujhey..
Insan ki fitrat hai woh kisi bhi chez ki do bar kadar nhi karta milnay sy pehlye khonay k baad..
1 komentar so far
Bahot khup good
EmoticonEmoticon