Ehsaas Quotes in Urdu For Facebook Status

Ehsaas Quotes in Urdu

Chehray aur andaz bayan saraye insan k baraye mein bata detye hein iss liye apni guftago ko galiyon aur gandi baton sy pak rakhein..

Woh ghalti sab sy badhi ghalti hai jis k ghalt honay ka ahsaas tak na ho..

Abhi aesay alfaz aejad nhi howaye jo ahsaas ko bayan karsakein ahsaas ki duniya alfaz ki duniya sy bohat agaye hai..

Meinay us din sy apni bat ko samjhna wazahat dena chor diya jis din yeh jan liya log apki bat ko apni samjh tak hi samjh saktye hein..

Jis tarah log murda ko kandha dena afzal samjhtye hein isi tarah agr zinda ko sahara dena afzal samjh lein tu zindgi kitni asan hojaye gi..

Mein logon ki janchnye parkhnay mein aaj bhi utna hi nakam hun jitna pehlye tha koi degree koi tajrba meri samjhdari mein izafa nhi kar saka mein kabhi logon k rawayon mein chupi muaafiqat nhi pehchan saka..
 
Har samjhdar shaks ki zindgi mein kabhi na kabhi aesa waqt zror atat hai jab woh khushi aur taklef dono mein hi mohabbat karna shoro kar deta hai..

Mujhey yeh ahsaas bohat sakon deta hai k qayamat k din har ek chez ka hisab hona hai mujhy logon k diye howaye dukhon par dukh nhi hota balky unpar taras ata hai..

Jis din hum yeh samjh jaen k samnye wala ghalat nhi sirf uss ki soch hum sy mukhtalif hai usdin zindgi sy bohat sy dukh khatam hojaen gaye..

Har insan dosray insan k banaye gaye zehni sanchye mein dhal nhi sakta tabiyoton ka akhtalaf fitri hai albata bardasht aur ahtaram insani akhtiyar hai..

Kuch mohabatein khubsurat ahsaas mein lipti hoti hein inka khonay panaye nafa nuqsan hijr wa wasal sy koi wasta nhi hota..

1 komentar so far

EmoticonEmoticon